Artist - Shankar Ehsaan Loy Song - Kholo kholo darwaaze Album - Taare zameen par Uploaded by: MancaGo Hope you'll like it, it's a full song from Indian film Taare Zameen Par (Like stars on earth), it's a very good film, I recommand it to you, if you have any questions or anything, add me on skype: Cuuli28 :) hf and gl :) You can play intro however you want, there are two examples. != just strum the chord. Emm= keep strumming the chord very quick, before you start playing listen to this song on youtube, and you'll get it :) a) Intro E|---0-----------| B|---0-----------| G|---0------2-0--| D|2--------------| A|------2-4------| E|---------------| b) Em! Emm a Em E|---0---0------0------0------------------| B|---0---0------2------0------------------| G|---0---0------2------0------------------| D|---2---2------2------2------------------| A|---2---2------0------2------------------| E|0-------------0---0---------------------| - You can also play first "b" version and then version "a" try and you will se how you like. - Keep repeating Intro untill the text begins. - If you don't want to play by chords you can only use Intro versions. Em kholo kholo darwaze a parde karo kinare Em khuntey se bandhi hai hawa a mil ke chudao saare. "Intro" aajao patang leke apney hi rang leke aasmaan ka shamiyana aaj hamein hai sajana kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu duniya sajee tere liye khud ko zara pehchaan tu Emadd9 Gmaj7 tu dhoop hain jham se bikhar Em G a tu hai nadee o bekhabar Emadd9 Gmaj7 beh chal kahin ud chal kahin Em G dil khush jahan teri toh manzil hai wahin Intrumental: Emadd9 Gmaj7 b b G a kyun is kadar hairaan tu G a mausam ka hai mehmaan tu Repeat chords: baasi zindagi udaasi taazi hasney ko raazi garma garma saari abhi abhi hai utaari zindagi to hain batasha meethi meethi si hai aasha chakh le rakh le hatheli se dhak le ise tujh mein agar pyaas hai baarish ka ghar bhi pass hai roke tujhe koi kyon bhala sang sang tere aakash hai tu dhoop hain jham se bikhar tu hai nadee o bekhabar beh chal kahin ud chal kahin dil khush jahan teri toh manzil hai wahin kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu kholo kholo darwaze parde karo kinare khuntey se bandhi hai hawa mil ke chudao saare Intrumental: Emadd9 Gmaj7 b b Em G Em G Em G Em G khul gaya aasmaan ka rasta dekho khul gaya Emadd9 G Em Em mil gaya kho gaya tha jo sitara mil gaya G a roshan hui saari zameen G a jagmag hua saara jahaan G a udne ko tu azad hai G a bandhan koi ab hai kahan Chords same as earlier: tu dhoop hain jham se bikhar tu hai nadee o bekhabar beh chal kahin ud chal kahin dil khush jahan teri toh manzil hai wahin kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu Ends with E note (or Em chord)