sponsored links
Tab : AJ

C--------Am-----------------F--C----
Jaana hai jaana hai chalate hi jaana hai
C--------Am----------F--C---------
na koi apna hai na koi theekana hai
C------------------Am---
Sabhi raastein naaraj hai
Am-------F--------------------C--
manzil ki aahato se raahi begana hai
C--------Am------
jaana hai jaana hai

Stanza 1
C------------F----------------C--------
Kya kabhi saahil bhi tufaan me dhalate hai
C------------F----------------C-----
shab magar aayega housale kehete hai
G-------------------------------C---------
Sholon pe kaanton pe hasake chal sakate hai
C------------------------------Am------
Apni taqdeeron ko hum yu badal sakate hai
----------F---------------------C----
bigade haalaton me dil ko samzaana hai
C--------Am-----------------F--C----
jaana hai jaana hai chalate hi jaana hai

2nd stanza same as first
Khwaabon ki duniya me yaadon ke rele me
Aadami tanaha hai bheed me mele me
Zindagi me aisa mod bhi aata hai
khwaab ruk jaate hai waqt tham jaata hai
Aise me mushakil age badh paana hai

jaana hai jaana hai chalate hi jaana hai

Lyrics might be wrong at some places...so, please get it corrected if u find any mistakes.
Show more
sponsored links
sponsored links