sponsored links
www.sifar.in
Bbm F#
Yeh kaisi thi zid teri 
Bbm F#
Chahi khushi par vo na mili 
Ab C#
Yeh kaun si tune rah chuni 
Ab F C#
Koi rastaa dikhta nahin 

Bbm
Tune na socha kya tune kho diya 
F#
Tune jo chaha vo tujhko na mila 
Ab
Yeh kaise manzil jispe tu aa gaya 
F F# Ab
Sookhi zameen hai, hai kala aasman 

Bbm
Kaisi baarish jo tujhpe aa rahi 
F#
Girti boondein tujhko jala rahi 
Ab
Ab kaise jaye to vapas vahan 
F F# Ab
Jahan nahin tha kala ye aasman 

Bbm F#
Ek chota sa badal uda 
Bbm F#
Usne dhak diya sara jahan 
Ab C#
Kahin dab gayi sari kayanaat 
Ab F
Toote shikhar doobe shaher 
C#
Uthta dhuan 

Bbm
Jal raha hai ab ye sara jahan 
F#
Jal rahi hai teri ye duniya 
Ab
Kya karega ab tu jaye kahan 
F F# Ab
Na koi rasta na koi aashiyan 

Bbm
Kaisi baarish jo tujhpe aa rahi 
F#
Girti boondein tujhko jala rahi 
Ab
Kaise jaye to vapas vahan 
F F# Ab
Jahan nahin tha kala ye aasman 

Bbm
Tune na socha kya tune kho diya 
F#
Tune jo chaha vo tujhko na mila 
Ab
Yeh kaise manzil jispe tu aa gaya 
F F# Ab
Sookhi zameen hai, hai kala aasman 

Bbm
Kaisi baarish jo tujhpe aa rahi 
F#
Girti boondein tujhko jala rahi 
Ab
Ab kaise jaye to vapas vahan 
F F# Ab
Jahan nahin tha kala ye aasman
Show more
sponsored links
sponsored links