F
zu zu zu zum zum
Dm
zu zu zu zum zum
C
zu zu zu zum zum
F
zu zu zu zum zum

Chorus :
F                  C
Zindagi ki yehi reet hai
C                   F
haar ke baad hi jeet hai x 2
Bb              F
Thode aansu hai, thodi hasi
F                      C (pause)
Aaj gham hai to kal hai khushi

F                   C
Zindagi ki yehi reet hai
C                   F
haar ke baad hi jeet hai x 2
Bb              F
Thode aansu hai, thodi hasi
F                      C (pause)
Aaj gham hai to kal hai khushi.

F                   C
Zindagi ki yehi reet hai
C                   F
Haar ke baad hi jeet hai.


Verse1:
F                       C
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi x2
Bb                      F
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi x2

F                  C
Ek pal dard ka daanv hai
C                   F
Dusra sukh bhari chhaaon hai
F                   C
Har naye pal naya geet hai
F                   C
Zindagi ki yehi reet hai.

Chorus:


Verse 2
F                               Edim          F
Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe
Bb           F              C           F
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe

Bb.                  F
Aaj bigde to kal phir bane
F                    C..(pause)
Aaj roothe to kal phir mane
F                    C
Waqt bhi jaise ek meet hai
F                   C
Zindagi ki yehi reet hai.

Chorus :
Show more