Junoon - Ghaflat

Tabbed by Rizwan Awan

khushk (D)patay bikh(G)ray hain zameen (A)pay
kai kabhi (D)choomein (G)inhay saa(A)wan kai (Bm)saaye
andheri (D)chaadar or(G)hay hai har (A)subha
andheri (D)chaadar or(G)hay hai har (A)subha

(Bm)kai kabhi phir (A)issay rosh(G)ni nazar (D)aaye
fa(D)za liyay phi(A)ray ghaf(Bm)lat ka (G)rutba
kai (D)hawaa phir ka(A)bhi sang (Bm)khushboo laa(G)ye

band razang goonjay hain har taraf
kai kabhi phir sehraa jungle ban jaye
khamosh hai zameen apni safai main
khamosh hai zameen apni safai main

kai kabhi phir apni mitti se pyaar laut aaye
faza liyay phiray ghaflat ka rutba
kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye
faza liyay phiray ghaflat ka rutba
kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye

dam ghutay hain har pal har qadam hooooooooo
kai kabhi phir yahaan zindagi aa jaye
sard chehray dekhai hain dhundlay khwaab
kai kaash phir kal saath nazar aaye
faza liyay phiray ghaflat ka rutba
kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye

faza

Usman Haroon
usmanh_81@yahoo.com
Show more