------------------------------------------------------------------------------- Khwabon ke parindey - SEL ------------------------------------------------------------------------------- Tabbed by:Anshuman Loyalka E-mail: Tuning:standard ***************************************** Please note that chord C#m is to be played as e|-X---------------------------------- B|--1--------------------------------- G|------2----------------------------- D|--1--------------------------------- A|-X---------------------------------- E|-X----------------------------------- ******************************************* C#m Dsus2 Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey C#m Dsus2 Ude, dil ke jahaan main khaabon ke parinday C#m E C#m Oho, kya pata, jaayenge kahaan A E Khule hain jo pal, kahe yeh nazar Dsus2 E Lagta hai ab hai jaage hum A E Fiqrein jo thi, peechhe reh gayi Dsus2 E Nikle unse aage hum C#m Dsus2 Hawa mein beh rahi hai zindagi C#m Dsus2 Yeh hum se keh rahi hai zindagi A E* C#m Oho, ab toh, jo bhi ho so ho *same chords as above* Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey Oho, kya pata, jayenge kahaan Kisi ne chhua toh yeh hua Phirte hain mehake mehake hum Khoyi hain kahin baatein nayi Jab hain aise behake hum Hua hai yun ke dil pighal gaye Bas ek pal mein hum badal gaye Oho, ab toh, jo bhi ho so ho A Roshni mili E F#m D Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi A Har khusi mili E F#m D Ab zindagi pe hai zindagi si barsi F#m Dm A Ab jeena hum ne seekha hai A E Yaad rahe kal, aaya tha woh pal Dsus2 E Jisme jaadoo aisa tha A E Hum ho gaye jaise naye Dsus2 E Woh pal jaane kaisa tha C#m C#m Kahe yeh dil ke jaa udhar bhi tu C#m Dsus2 Jahaan bhi leke jaaye aarzoo C#m E Oho, ab toh... C#m Dsus2 Jo bhi ho so ho C#m Dsus2 Jo bhi ho so ho Ude.. Jo bhi ho so ho Ude... Jo bhi ho so ho