sponsored links
D5          C5             A#5          A5  
Baadalon ki gahrayee mein soche kya huzoor 
D5          C5              A#5            A5 
Unche unche chahre hain, zameen se kitne door! 
       D5     C5       A#5        A5 
Aahein bharti hain yeh thandi havaa 
D5           C5              A#5          A5 
Aise rangeen raahon mein ab hamko kya hua 
 

D5           C5            A#5        A5 
Chand se taaron ka hai,aapas ka faasla 
D5             C5              A#5        A5 
beach mein yeh gahna hai, yeh gahna duniya 
    D5     C5     A#5      A5 
Iss duniya ko kahte majboor. 
  D5          C5            A#5           A5 
Mitadiya khud hasti ko yeh hai kiska kusoor? 
 

D5          D5    C5          C5 
Tamanna hai yahi, aise yon kabhi, 
A#5             A#5         A5 
hum basaayein koi, naya jahan. 
D5             D5   C5          C5 
Aashnaa ho yeh dil, pyar ke kaabil, 
A#5            A#5         A5 
Saaz aesi bhi ho, sune jahaan. 
D5              C5   
Musaafir ko mile raasta,  
A#5            A5 
Zamane ko mile waasta. 
 
kaise kaise parwaano ki baatein mashahoor 
Jaise ye nazraane hain vaise hain ye saroor  
hain yakeen dil mein,Subha aaayegi zaroor. 
Mitega yeh andhera, Hoga har ek shay mein noor. 
Pyar karte idhar, shay bante idhar, 
Daastan-E-sifar sunoh yahan. 
yeh bhi honge khafa, kya pata kya gila, 
har kadam pe mile koi naya. 
Musafir ko mile raasta. 
Zamaane ko mile vaasta.
Show more
sponsored links
sponsored links